Shayad humaari hi mausiiqii ka Manzil Gulzaar nhi hota

Kaano mei gaane sunte hue.. chalta raha wo yuhi Sadako par.
Palatke peeche ek baar bhi na dekha,
Palatke peeche ek baar bhi na dekha usne..
Ke girbhi gaye the kisi Gadde mei hum, chaand taaro se nazre churaakar.

Ek ye mera dost hei jo kaano mei gaane lagaakar,

Bina hosh ke chaltaa raha raste pe aaye har Sadakon par..

Aur ek hum hei jo Nasha karke bhi poore hosh mei chalte rahe..

Apne besure gaane inn behti haawaaon ko sunaakar

Yaqeen nhi hota ki wo roz gaane, sunkar bhi Dard mehsoos nhi karta..

Yaqeen nhi hota ki wo roz gaane, sunkar bhi Dard mehsoos nhi karta..

Fir, Pata chala uske sunte gaano ki Manzil..

Iztizaar nhi hota..

3 thoughts on “Shayad humaari hi mausiiqii ka Manzil Gulzaar nhi hota

Leave a comment